Tum rooth jao mujh se aisa kabi na krna ,
main ek nazar ko tarsun aisa kbi na krna,
mujh se h mil k hasna , mujh se h mil k rona,
mujh se bichad ke jee lo aisa kbi na krna..
Tum agr chale b jao dkhun tumhara h rasta...
Tum laut kar na aao, aisa kbi na krna.

0 comments:
Post a Comment